sotey hain toh sapney atey nahin
tutey jo hain khwaab jatey nahin
khula choda hai darwaja hamney
fir bhi milney log atey nahin
key patthar bhi rotey hain ghar mere
phoolon ney mehekana chhod diyaansu hi bhigotey hain aangan mera
badal ne barasna chod diya
kissi ne toh hamein pukara hota
agar gagan koi hamara hota
itni door na akeley hum chalney dete
bina dhuienki aag mein na jalney dete
sanson ka chalna na abhi band hua
iss din ne dhadakna chhod diya
ansu hi bhigotey hain aangan
mera badal ne barasna chod diya
koi hai jo kuch kehta nahin,
fir bhi bahut kuch sun leta hun main
mere dil ko bhi jinki khabar nahin
kuchh aisey khwaab bun leta huun main
bass pyaas hai ab uss sagar ki
har panghat pe theharna chhod diya
ansu hi bhigotey hain aangan mera
badal ne barasna chod diya
iss thandi pawan sey hai meri ladai
kehti main unkey ghar hokey aii
agar vo dil sey kehtey hain hum dengey saath
to kaisey hui unkey vahan barsaat
bahut kuch sikhaya hai bitey samay ne
abb yuun hi behakana chod diya
ansu hi bhigotey hain aangan mera
badal ne barasna chod diya
khula choda hai darwaja hamney
fir bhi milney log atey nahin
key patthar bhi rotey hain ghar mere
phoolon ney mehekana chhod diyaansu hi bhigotey hain aangan mera
badal ne barasna chod diya
kissi ne toh hamein pukara hota
agar gagan koi hamara hota
itni door na akeley hum chalney dete
bina dhuienki aag mein na jalney dete
sanson ka chalna na abhi band hua
iss din ne dhadakna chhod diya
ansu hi bhigotey hain aangan
mera badal ne barasna chod diya
koi hai jo kuch kehta nahin,
fir bhi bahut kuch sun leta hun main
mere dil ko bhi jinki khabar nahin
kuchh aisey khwaab bun leta huun main
bass pyaas hai ab uss sagar ki
har panghat pe theharna chhod diya
ansu hi bhigotey hain aangan mera
badal ne barasna chod diya
iss thandi pawan sey hai meri ladai
kehti main unkey ghar hokey aii
agar vo dil sey kehtey hain hum dengey saath
to kaisey hui unkey vahan barsaat
bahut kuch sikhaya hai bitey samay ne
abb yuun hi behakana chod diya
ansu hi bhigotey hain aangan mera
badal ne barasna chod diya
P.S.: The poem is a creation of my friend Gagandeep Sharma aka Girish Vashisth, who is a good poet;having his own philosophy about the life!!
1 comment:
beautiful...
Post a Comment